CHEN-K – Ajnabi Urdu Rap Lyrics

  • CHEN-K - Ajnabi Urdu Rap Lyrics

CHEN-K – Ajnabi Urdu Rap Lyrics

Main koi ajnabi, kya main koi ajnabi?
Kabhi kabhi lage paida main galat sadi
Ae hasi musibat ke wakt mein bhi
How funny meri maa China ki sagi
Ghamandion ke saath main bhi ghamandi

Pehli mulakaat mein pehchaanlun niat bhi
Shakhsiat bhi esi Rabb ne di.
Ehsaas e kammtari me guzre dushman ki zindagi!

RING RING RING, Meri bandi ki call hai!!
“Ummmah meri jaan CHEN URDU RAP GOD HAI..”
Hae baby tujhe bhi dekh ke tabah yeh Qaum hai,
Kall college time pe date ka scene yeh onnn haii
Milke denge maa baap ko hum dhoka

Unhe thori pata hum dono ka jism bhooka
Banunga daddy ready ghar mere besharam dost ka
Badubast bhi kardiya qabronkya Kamron ka.

RING RING (shit) Sussar uncle ki calll hai!!!!
Beta meri beti ne bataya tu ching chonggg hai
Batari thi ke tu tik tok me top hai
Hip hop mein papa shhh beti beech mein ni bhaunkte
Beta teri kamai kia laakhse ziada?
Paas ghar ya gaari jahaaz mein duniya kia ghummi?
Lage tu bacchi baaz sa, bete teri cast kya?
Punjabi ya Sinda tu Shia ya Sunni??

Yeh tou pata ni uncle per mera naam musalmaan waala,
Khala ne lekar naam Allah ka qabza kar makaan daala,
Bole khandaan saara, iska kaam haraam waala,
Larka yeh nakaam saala kyunki mera ghar ciraae waala?
Ahnnnn Ciraae ka ghar wo bhi is hi daur mein?!
Duniya bhi cirae ki smjhen isey gaur se,
Main smjha ni artist zor se bhaunk be!
Abeyyy Unnncleduniya matrix yeh aur main!!!

Ajnabi main ajnabi main koi,
Ajnabi main ajnabi mainnn,
Ajnabi main ajnabi main koi,
Is duniya ka nahiii.

Waise aj kal main khud bhi confused sa,
aise kuch logon ko mujhpe gussa,
Jaise main RSS ka modi manhussa
ya modi ka babu bajrangi bewakoof sa,
Gussa kuch janta ko mujhpe itna,
us babu ki tarah jaise main darindaa,
Jaise main khushi se musalmaan ki laashen ginta,
mazhab ke naam pe insaan jalata zinda.

Tum logon ki hate mujhpee bilkul theeek
mujhe khud apni soch pe aaati ullteeee
Jaahil main no degree likhun urdu geeeet
I wish I could beeee studys high figh uni
You knows takee mujhe bhi loags dete respect
lagata main uni ka naam inistagram pe
Chalta dimagh kehta main quran hand made
Rishta maa behnon ka God made ya Man made?

Ek Fan hate ke comments se behek gaya,
Bola wo Chen qaum ni tera mind sett tabah,
Naachne ke saath fahashi bhi ek kala,
Main sab yeh Malika Shiraawat se seekh gaya.
Theek hai maanliya bhaad mein gai parampara,
Naachne ke sath aada nanga badan kala,

Kal meri shoot pe bhej apni behen zara
Sacha kalakaar main mera qalam khara

Bht hard fan nora fatehi ka main bht hard
Garmi garmi garmi gandi nangi bandi bht art
Bht art se yaad porn, Porn se netflix
Yeh Kaun kehta hai ke gays bi lesbo behis
Netflix ne mujhe mazhab se ziada ilm dia

Gender ni pyaar mein saare suraak qeemti waah
Kr$na ko mu mein mera pyaar lena hai
Main asmaani mera zameen pe her koi naam lera hai

Ajnabi main ajnabi main koi
Ajnabi, ajnabi mainnn
Ajnabi main ajnabi main koi
Is duniya ka nahi

Vali Vijelie – Lasa-l sa plece Versuri

:CHEN-K – Ajnabi Urdu Rap Lyrics

You may also like...